LYRICS
Aabaad Barbaad Lyrics from the movie Ludo is the Song in the voice Arijit Singh featuring Aditya Roy Kapoor, Rajkummar Rao, Sanya Malhotra, Fatima Shaikh.
Ya to barbaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Wo galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aa kar jo ruke hain
Dhayi wo harf keh do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do